Mujhe Zindagi Main Ya Rab Lyrics
Mujhe Zindagi Me Ya Rab Sare Bandagi Ata Kar
Mere Dil Ki Be-hisi Ko Gham e Ashiqi Ata Kar
Jo Tujhi Se Lau Laga De, Kyon Mujhe Mera Pata De
Mere Ahad Ki Zaba.n Me Mujhe Gumrahi Ata Kar
Mujhe Zindagi Me Ya Rab Sare Bandagi Ata Kar
Mere Dil Ki Be-hisi Ko Gham e Ashiqi Ata Kar
Badi Door Hai Abhi Rag e Jaan Ki Masafat
Jo Diya Hai Qurb Tune, To Shaoor Bhi Ata Kar
Mujhe Zindagi Me Ya Rab Sare Bandagi Ata Kar
Mere Dil Ki Be-hisi Ko Gham e Ashiqi Ata Kar
Tere Dard Ki Chamak Ho, Teri Yaad Ki Kasak Ho
Mere Dil Ki Dhadkano Ko Nayi Be-Kali Ata Kar
Mujhe Zindagi Me Ya Rab Sare Bandagi Ata Kar
Mere Dil Ki Be-hisi Ko Gham e Ashiqi Ata Kar
Bhari Anjuman Me Rahkar, Na Hun Aashna Kisi Se
Mujhe Doston Ke Jhurmut Me Wo Be-Kasi Ata Kar
Mujhe Zindagi Me Ya Rab Sare Bandagi Ata Kar
Mere Dil Ki Be-hisi Ko Gham e Ashiqi Ata Kar
Mein Safar Me So Na Jaun, Mein Yahin Pe Kho Na Jaun
Mujhe Jouq-o-Shouq-e Manzil Ki Hama-Hami Ata Kar
Mujhe Zindagi Me Ya Rab Sare Bandagi Ata Kar
Mere Dil Ki Be-hisi Ko Gham e Ashiqi Ata Kar
Kahin Mujhko Das Na Jaayein, Ye Andhere Bijliyon Ke
Jo Dilon Me Noor Kar De Wo Hee Roushani Ata Kar
Mujhe Zindagi Me Ya Rab Sare Bandagi Ata Kar
Mere Dil Ki Be-hisi Ko Gham e Ashiqi Ata Kar
Mujhe Teri Just-Ju, Ho Mere Dil Me Tu Hee Tu Ho
Mere Qalb Ko Wo Faiz e, Dar e Aarfi Ata Kar
Mujhe Zindagi Me Ya Rab Sare Bandagi Ata Kar
Mere Dil Ki Be-hisi Ko Gham e Ashiqi Ata Kar
मुझे ज़िन्दगी में या रब सरे बन्दगी अ़त़ा कर
मेरे दिल की बे-ह़िसी को ग़म ए आशिक़ी अ़त़ा कर
जो तुझी से लौ लगा दे, क्यूँ मुझे मेरा पता दे
मेरे अ़हद की ज़बां में मुझे गुमरही अ़त़ा कर
मुझे ज़िन्दगी में या रब सरे बन्दगी अ़त़ा कर
मेरे दिल की बे-ह़िसी को ग़म ए आशिक़ी अ़त़ा कर
बड़ी दूर है अभी तक रगे जान की मसाफ़त
जो दिया है क़ुर्ब तूने, तो शऊ़र भी अ़त़ा कर
मुझे ज़िन्दगी में या रब सरे बन्दगी अ़त़ा कर
मेरे दिल की बे-ह़िसी को ग़म ए आशिक़ी अ़त़ा कर
तेरे दर्द की चमक हो, तेरी याद की कसक हो
मेरे दिल की धड़कनों को नयी बे-कली अ़त़ा कर
मुझे ज़िन्दगी में या रब सरे बन्दगी अ़त़ा कर
मेरे दिल की बे-ह़िसी को ग़म ए आशिक़ी अ़त़ा कर
भरी अन्जुमन में रहकर, ना हूं आशना किसी से
मुझे दोस्तों के झुरमुट में वो बे-कसी अ़त़ा कर
मुझे ज़िन्दगी में या रब सरे बन्दगी अ़त़ा कर
मेरे दिल की बे-ह़िसी को ग़म ए आशिक़ी अ़त़ा कर
मैं सफ़र में सो ना जाऊं, मैं यहीं पे खो ना जाऊं
मुझे जौक़ ओ शौक़ ए मंज़िल की हमा-हमी अ़त़ा कर
मुझे ज़िन्दगी में या रब सरे बन्दगी अ़त़ा कर
मेरे दिल की बे-ह़िसी को ग़म ए आशिक़ी अ़त़ा कर
कहीं मुझको डस ना जायें, ये अंधेरे बिजलियों के
जो दिलों में नूर कर दे वो ही रौशनी अ़ता कर
मुझे ज़िन्दगी में या रब सरे बन्दगी अ़त़ा कर
मेरे दिल की बे-ह़िसी को ग़म ए आशिक़ी अ़त़ा कर
मुझे तेरी जुस्त-जू हो, मेरे दिल में तू ही तू हो
मेरे क़ल्ब को वो फ़ैज़ ए, दर ए आरफ़ी अ़त़ा कर
मुझे ज़िन्दगी में या रब सरे बन्दगी अ़त़ा कर
मेरे दिल की बे-ह़िसी को ग़म ए आशिक़ी अ़त़ा कर
- MUHAMMAD NABINA NAAT LYRICS
- MUHAMMAD MAZHAR E KAMIL HAIN HAQ KI SHAN E IZZAT KA NAAT LYRICS
- Mohammed Ke Shaher Mein NAAT LYRICS
- MUFLIS E ZINDAGI AB NA SAMJHE KOI NAAT LYRICS
- Moula Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan Naat Lyrics
- MOJZA MERE NABI KA NAAT LYRICS
- MIM MADINA MAREHARA KI KISMAT NAAT LYRICS
- MILAAD HAI MILAAD HAI SARKAAR KA MILAAD HAI NAAT LYRICS
- MILAD KA MAUSAM AAYA HAI NAAT LYRICS
- MIL GAYA DAR TERA GARIB NAWAZ NAAT LYRICS
- MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
- MERI TAUBA MERI TAUBA NAAT LYRICS
- MERI JHOLI MAIN REHTE HAIN SADA TUKRE MUHAMMAD KE NAAT LYRICS
- MERI BAAT BAN GAYI HAI TERI BAAT KARTE KARTE NAAT LYRICS
- MERE SARKAR SUNTE HAI NAAT LYRICS
- MERE DIL MEIN HE YAAD-E-MUHAMMAD NAAT LYRICS
- MERE AQA AOO KE MUDDAT HOI HAI NAAT LYRICS
- MERE ALLAH KE NIGAAR SALAAM NAAT LYRICS
- MERE AAQA KI HAI SHAAN SABSE ALAG NAAT LYRICS
- MERE AAKA MERE AAKA NAAT LYRICS
- MERAY KAMLI WALAY KI SHAAN HI NIRALI HAI NAAT LYRICS
- MERA DIL TADAP RAHA HAI NAAT LYRICS
- MERA DIL OR MERI JAAN NAAT LYRICS
- MERA DIL MADINA BANA DE YA RASOOLALLAH NAAT LYRICS
- MEIN SO JAOO YA MUSTAFA KEHTE KEHTE NAAT LYRICS
- MEIN SAJDAH KARUN YA KE DIL KO SAMBHALUN NAAT LYRICS
- MEIN NAZAR KAROON JAAN O JIGAR NAAT LYRICS
- MEIN MANGTA HAAN TERAY ISHQ DA NAAT LYRICS