Mohammad Ke Shaher Mein Lyrics
Jab Mera Jazb-E-Junoon Auj Ka Zeena Hoga
Phelne Aur Simatne Ka Kareena Hoga
Ya Madine Me Samajee Gee Sari Duniya
Ya Zamane Me Madina Hee Madina Ho Ga
Ya Nabi Aapke Jalwon Me Woh Ranaei He X2
Dekhne Par Bhi Meri Aankh Tamanei He
Haq-Taala Bhi Kareem Aur Mohammed Bhi Kareem
Do Kareemon Me Gunahgaar Ki Bann Aei He
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Kyon Aa Ke Roo Raha He Mohammed Ke Shaher Me X2
Har Dard Ki Dawa He Mohammed Ke Shaher Me X2
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Dukh Dard-O-Alam Gham Katt-Te Hen X2
Hasnain Ke Sadqe Batt-Te Hen
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Kuch Aisi Bheed Lagjaati He Shah-E-Deen Ke Roze Par
Hawaa Ko Raasta Mushkil Se Milta He
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Ghamon Se Jab Bhi Tabiyet Malool Hoti He
Toh Shaabgaam Banaam-E-Rasool Hoti He
Ho Jis Dua Me Mohammed Ka Waasta Shaamil
Huzoor-E-Haq Me Yakeenan Qubool Hoti He
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Hawwaeen Bhi Adab Ke Saath Chalti Hen
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Haath Me Tasbeeh Baghal Me Musalla
Lab Pe Jaari Allah Allah
Kehti Hui Pohunchi Baitullah
Aur Pukaari Ee Mere Allah
Too Gada Ko Jo Nawaaze Toh Shahenshah Bane
Aur Yateemon Ko Jo Chahe Toh Peyambar Karde
Ee Mere Allah…
[Toh Awaz Aei: Pagli]
Mere Parde Me Wehdat Ke Siwa Kya He
Jaa Jo Tujhe Lena He Le
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Mere Bare Me Kuch Irshaad Kiya Jeega X2
Dil-E-Nashaad Ko Phir Shaad Kiya Jeeega
Me Yeh Umeed Lagee Huwey Betha Hoon Hazoor
Aik Baar Aur Mujhe Yaad Kiya Jeega
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Mohammed Ke Shaher Me Mohammed Ke Shaher Me
Aao Gunahgaaro Chalo Sarr Ke Ball Chalein X3
Chalo Sarr Ke Ball Chalen X6
Wahan Sarr Jhukate Hein Auleeya X2
Wahan Paoon Rakhna Rawa Nahin
Chalo Sarr Ke Ball Chalen… X2
Qawwali Information:
Qawwali: Mohammad Ke Shahar Main
Artist: Aslam Sabri
Music: Md Tahir
Nazaan He Jis Pe Husn Woh Husn-E-Rasool He
Yeh Keh-Kashaan To App Ke Kadmoon Ki Dhool He
Ee Rehrawaan-E-Shaukh Chalo Sarr Ke Bal Chalien
Chalo Sarr Ke Ball Chalen Chalo Sarr Ke Bal Chalien
Chalo Sarr Ke Ball Chalen Chalo Sarr Ke Bal Chalien
Begaana-E-Irfaan Ko Haqeeqat Ki Khabar Kya
Jo Aapse Waakif Na Ho Wo Ahl-E-Nazar Kya
Manzoor-E-Nazar Kaun Hua Iski Khabar Kya
Woh Fazl Pe Ajee Toh Phir Aib-O-Hunar Kya
Kaamil Ko Darr-E-Yaar Ke Sajdon Se Na Roko
Qurbaan Jahan Dil Ho Wahan Keemat-E-Sarr Kya
Chalo Sarr Ke Ball Chalen Chalo Sarr Ke Bal Chalien
Chalo Sarr Ke Ball Chalen Chalo Sarr Ke Bal Chalien
Aao Gunahgaaron Chalo Sarr Ke Ball Chalen X2
Tauba Ka Darr Khula He Mohammed Ke Shaher Me
Tauba Ka Darr Khula He Mohammed Ke Shaher Me
Tauba Ka Darr Khula He Mohammed Ke Shaher Me
Kadmon Ne Unke Khaak Ko Kundan Banadiya
Kadmon Ne Unke Khaak Ko Kundan Banadiya
[ Allama Sir Muhammad Iqbal’s Poem Verse ]
Teri Nigaah Se Zarae Bhi Mehr-O-Maah Bane
Gadee Besar-O-Samaan Jahan Panaah Bane
Huzoor Hee Ke Karam Ne Mujhe Tasalli Dee
Huzoor Hee Mere Gham Me Meri Panaah Bane
Zamana Wajd-Kuna Ab Bhi Unke Tauk Me He (Regarding Ghar-E-Hira)
Jo Koho-Dusht Kabhi Teri Jalwagah Bane
Wohi Maqaam Mohabbat Ki Jalwa-Gaah Bane
Jahaan Jahaan Se Woh Guzre Jahan Jahan Pohunche
Kadmon Ne Unke Khaak Ko Kundan Banadiya
Kadmon Ne Unke Khaak Ko Kundan Banadiya
Mitti Bhi Keeniya He Mohammed Ke Shaher Me
Mitti Bhi Keeniya He Mohammed Ke Shaher Me
Sadqa Lutaa Raha He Khuda Unke Naam Ka X2
Sona Nikal Raha He Mohammed Ke Shaher Me
Sona Nikal Raha He Mohammed Ke Shaher Me
Sab Toh Jhuke Hen Khana-E-Kaaba Ke Saamne
Kaaba Jhuka Hua He Mohammed Ke Shaher Me
Hajiyo Aao Shahenshaah Ka Roza Dekho
Kaaba To Dekh Chuke Kaabe Ka Kaaba Dekho
Madina Woh He Ke Kabaa Bhi Sajda Karta He
Kaaba Khud Taiba Ki Janib Jhukta Lagta He
Kaabe Ka Kaaba Sarkaar Ka Roza Lagta He
Phool Gulaab Ka Aapke Chehre Jaisa Lagta He
Aur Chamakta Chaand Nabi Ka Talwa Lagta He
Sab Toh Jhuke Hen Khana-E-Kaaba Ke Saamne X2
Kaaba Jhuka Hua He Mohammed Ke Shaher Me
Kaaba Jhuka Hua He Mohammed Ke Shaher Me
Saea Nahi He Gumbad-E-Khizra Ka Aaj Bhi
Khicha Kuch Is Niraali-Shaan Se Naksha Mohammed Ka
Ke Naqqash-E-Azal Bhi Hogea Sheda Mohammed Ka
Koi Kya Dekhta Aks-E-Kadd-E-Wala Mohammed Ka
Saraapa Noor Tha Woh Kaamat-E-Zebaa Mohammed Ka
Issi Baais Nazar Aata Na Tha Seaa Mohammed Ka
Main Tujhe Aalim E Ashiya Me Bhi Pa Lata Houn
Log Kehte Hen Keh He Aalim E Bala Tera
Aik Bar Aur Bhi Yasrab Se Palestine Main Aa
Rasta Dekhti He Masjid E Aqsa Tera
Pure Qad Se Main Khara Houn Yeh Karam He Tera
Mujhko Jhukne Nahin Deta He Sahara Tera
Log Kehte Hen Keh Sea Tere Paikar Ka Na Tha
Main To Kehta Houn Jahan Bhar Pe He Sea Tera
Yahan Tak Shouke Dedar E Nabi Tha Haq E Aala Ko
Unhein Bheja Yahan Wahan Rakh Liya Sea
Sea Nahin He Gunbad E Khizra Ka Aaj Bhi
Zinda Yeh Mojza He Muhammed Ke Shehar Main!!!
Dhounda Khuda Ko Dhundne Waloon Ne Har Jagah
Lekin Khuda Mila He Mohammad Ke Shaher Me!
Khuda Azal Se Huwa Aisa Mubtala E Rasul
Ke Kainat Ko Paida Kiya Bara E Rasool
Diloon Ko Bha Gee Kuch Is Tarah Aada E Rasul
Ke Jan O Dil Se Sahaba Huye Fida E Rasool
Dil O Nigah Ki Duniya Pe Aise Chee Rasul
Ke Kainat Ki Har She Me Jagmagee Rasul
Agar Hazoor Na Hote To Kuch Nahin Hota!
Yeh Kainat Banei Gei Baree Rasool
Maloon Jabeen Pe Basaoon Main Apni Aankhoon Me
Mile Naseeb Se Mujhko Jo Khak E Pee Rasul
Mohammad Ke Shaher Mein Lyrics
Babe Asar Khula He Muhammed Ke Shehar Main
Maqbool Har Dua He Muahammed Ke Shehar Main
Kushiyoon Ka Dar Khula He Mohammed Ke Shaher Me
Kyun Gham Zada Khara He Mohammed Ke Shaher Me
Mohammad Ke Shaher Mein Lyrics
Dhokha Faraib Jhoot Daga Aur Kalam E Bad Koi Na Janta He Mohammed Ke Shaher Me
Behr E Salam Aate Hen Har Dam Malaika
Jari Yeh Silsila He Mohammed Ke Shaher Me
Jari Yeh Silsila He Mohammed Ke Shaher Me
Har Subha Khusnuma He Mohammed Ke Shaher Me
Har Shaam Dil Ruba He Mohammed Ke Shaher Me
Dil Ka Sakoon Ruh Ki Taskeen Nazar Ka Noor
Bikhra Huwa Para He Mohammed Ke Shaher Me
Allah Ne Yeh Masjid E Nabwi Ki Ronakein
Jannat Ka Dar Khula He Mohammed Ke Shaher Me
Har Zakham Ke Liye Yahan Marham He Dastiyaab
Har Dard Ki Dua He Mohammed Ke Shaher Me
Har Zakham Ke Liye Yahan Marham He Dastiyaab
Har Dard Khud Dawa He Mohammed Ke Shaher Me
Is Sar Zameen Ke Khar Bhi Phuloon Se Kam Nahin
Kanta Bhi Gulnuma He Mohammed Ke Shaher Me
Duniya Me Usne Dekh Li Jannat Bachashm E Khud
Jo Reh Ke Aa Gea He Mohammed Ke Shaher Me
Shaher E Nabi Ki Had Ka Ta’eun Mahal He
Aalam Basa Huwa He Mohammed Ke Shaher Me
Be Parda Sab Ke Samne Chamka Khuda Ka Noor
Abu Jahal Phir Bhi Dekh Na Pea Khuda Ka Noor
Arsh E Barein Se Kam Nahin Taiba Ki Sar Zameen
Khud Jiski Goud Main Simat Aea Khuda Ka Nur
Tareef Kiya Bean Ho Jamal E Rasool Ki
Shakal E Bashar Main Woh Hen Sarapa Khuda Ka Nur
Aie Raz Tou To Hind Main Mojood He Magar
Dil Naat Parh Raha He Mohammed Ke Shaher Me
Main Kiya Kahoon Ke Kiya He Mohammed Ke Shaher Me
Be Parda Khud Khuda He Mohammed Ke Shaher Me
Aslam Woh Din Bhi Aee Ke Sab Log Yeh Kahein
Bismil Bhi Jaa Raha He Mohammed Ke Shaher Me
Bismil Bhi Jaa Raha He Mohammed Ke Shaher Me