Tu Mujhko Kya Samajhta Hai Naat Lyrics
Tu Mujhko Kya Samajhta Hai Lyrics
Hindi And English Naat Lyrics
Ghulam E Shahe Bat’ha Hun
Tu Mujhko Kya Samjhta Hai !!
Dar E Khwaja Ka Mangata Hun
Tu Mujhko Kya Samajhta Hai !!
Main Bachpan Se Hun Diwana
Shahe Ahmad Raza Khan Ka !!
Bareilly Ka Main Shaida Hun
Tu Mujhko Kya Samajhta Hai !!
Laga Le Zoor Chahen Hind Se
Main Jaa Nahin Sakta !!
Main Khwaja Ka Basaya Hun
Tu Mujhko Kya Samajhta Hun !!
Main Hun Ghausul Wara Aur
Sabir E Kaliyar Ka Mastaana !!
Kichouchha Pe Main Marta Hun
Tu Mujhko Kya Samajhta Hai !!
Hai Nisbat Sayyad E Saalar Se
Waris Se Ulfat Hai !!
Magar Razvi Main Pakka Hun
Tu Mujhko Kya Samajhta Hai !!
Wo Jisne Faad Daala Sher Ko
Baghdaad Ke Andar !!
Unhi Kutton Ka Kutta Hun
Tu Mujhko Kya Samajhta Hun !!
Raza Ka Naam Lekar Main
Utar Jata Hun Maida.n Me !!
Baahawi Par Tamaacha Hun
Tu Mujh ko Kya Samajhta Hai !!
Kaha Shabbir Ne Lalkaar Ke
Shimre Layin Sun Le !!
Ali Haider Ka Beta Hun
Tu Mujh ko Kya Samajhta Hai !!
Hai Khoon E Qadri Mujh Me
Shabahat Mujhko Kahte Hain !!
Aseer Akhtar Raza Ka Hun
Tu Mujh ko Kya Samajhta Hai !!
Naat Khwan: Muhammad Ali Faizi
ग़ुलाम ए शाहे बत्हा हूँ तू मुझको क्या समझता है
दरे ख्वाजा का मंगता हूं तू मुझको क्या समझता है
मैं बचपन से हूं दीवाना शहे अहमद रज़ा खां का
बरेली का मैं शैदा हूं तू मुझको क्या समझता है
लगा ले ज़ोर चाहें हिन्द से मैं जा नहीं सकता
मैं ख्वाजा का बसाया हूं तू मुझको क्या समझता है
मैं हूं ग़ौसुल वरा और साबिर ए कलियर का मस्ताना
किचौछा पर मैं मरता हूं तू मुझको क्या समझता है
है निस्बत सैय्यद ए सालार से वारिस से उल्फ़त है
मगर रज़वी मैं पक्का हूं तू मुझको क्या समझता है
वो जिसने फाड़ डाला शेर को बग़दाद के अंदर
उन्ही कुत्तों का कुत्ता हूं तू मुझको क्या समझता है
रज़ा का नाम लेकर मैं उतर जाता हूं मैदां में
बहावी पर तमाचा हूं तू मुझको क्या समझता है
कहा शब्बीर ने ललकार के शिमरे लईं सुन ले
अली हैदर का बेटा हूं तू मुझको क्या समझता है
है खून ए क़दरी मुझ में शबाहत मुझको कहते हैं
असीर अख़्तर रज़ा का हूं तू मुझको क्या समझता है
- MERI BAAT BAN GAYI HAI TERI BAAT KARTE KARTE NAAT LYRICS
- MERE SARKAR SUNTE HAI NAAT LYRICS
- MERE DIL MEIN HE YAAD-E-MUHAMMAD NAAT LYRICS
- MERE AQA AOO KE MUDDAT HOI HAI NAAT LYRICS
- MERE ALLAH KE NIGAAR SALAAM NAAT LYRICS
- MERE AAQA KI HAI SHAAN SABSE ALAG NAAT LYRICS
- MERE AAKA MERE AAKA NAAT LYRICS
- MERAY KAMLI WALAY KI SHAAN HI NIRALI HAI NAAT LYRICS
- MERA DIL TADAP RAHA HAI NAAT LYRICS
- MERA DIL OR MERI JAAN NAAT LYRICS
- MERA DIL MADINA BANA DE YA RASOOLALLAH NAAT LYRICS
- MEIN SO JAOO YA MUSTAFA KEHTE KEHTE NAAT LYRICS
- MEIN SAJDAH KARUN YA KE DIL KO SAMBHALUN NAAT LYRICS
- MEIN NAZAR KAROON JAAN O JIGAR NAAT LYRICS
- MEIN MANGTA HAAN TERAY ISHQ DA NAAT LYRICS
- MEIN CHUP KHRA HUVA HUN DARBAR-E-MUATAFA MEIN NAAT LYRICS
- MEHBOOB KI MEHFIL KO MEHBOOB SAJATE HAI NAAT LYRICS
- MEERAN WALIYON KE IMAM LYRICS
- MASHGALA AISA BATAO KE ZARA NAAT LYRICS
- MARAY ANGARIYEN AWO SARKAR NAAT LYRICS
- MAQBOOL DUA KARNA MANZOOR SANA KARNA NAAT LYRICS
- HUM KO BULANA YA RASOOL ALLAH NAAT LYRICS
- HUM KHAK HAIN AUR KHAK HI MAWA HAIN HAMARA NAAT LYRICS
- HUM DARE YAAR PE DIL APNA JHUKA LETE HAI NAAT LYRICS
- HUM APNI HASRAT E DIL KO MITANE AAYE HAI NAAT LYRICS
- HO KARAM SARKAR AB TOU HO GAYE GHUM BESHUMAAR NAAT LYRICS
- Paye Azar Hai Sara Zamana Rahmat-e Aalam Naat Lyrics