Ya Rasul Allah Karam Lyrics
Ya Rasoolallah Karam Ya Habiballah Karam
Ya Rasul Allah Karam Ya Habeeb Allah Qaram
Isyaan Mai Duba Sar Basar Aamal Naik He Sifar
Sadkey Mei Ghoue E Pak Kay Ker Do Karam Ki Eik Nazar
Ya Rasoulallah Karam Ya Habeeballah Karam
Ya Rasulallah Karam Ya Habeeb Allah Karam
Tum Ho Rasuloon Kay Rasool Dur Houn Rang O Malool
Sadqay Mai Ghouse Pak Kay Kerlo Ghulamoon Mai Qabool
Ya Rasoolallah Karam Ya Habiballah Karam
Ya Rasul Allah Karam Ya Habeeb Allah Karam
Allah Kay Ho Tum Habib Dono Jahan Kay Ho Tabib
Sadqey Mei Ghous E Paak Kay Ho Rooh Ko Shifa Naseeb
Ya Rasoolallah Karam Ya Habiballah Karam
Ya Rasul Allah Karam Ya Habeeb Allah Karam
Shaqeer E Razvi Kay Hazoor Houn Maaf Sab Kay Sub Kasoor
Sadqey Mei Ghous E Paak Kay Dar’ei Ka Milay Saroor
Ya Rasoolallah Karam Ya Habiballah Karam
Ya Rasul Allah Karam Ya Habeeb Allah Karam
Na Kaheen Say Dur He Manzilei Na Koi Kareeb Ki Baat He
Jisay Chahei Usko Nawaz Dei Yeah Dar E Habib Ki Baat He
Ya Rasoolallah Karam Ya Habiballah Karam
Ya Rasul Allah Karam Ya Habeeb Allah Karam
Jisay Chaha Dar Pay Bula Liya Jise Chaha Apna Bana Liya
Ye Baray Karam Kay He Feslay Yeh Baray Naseeb Ki Baat He
Ya Rasoolallah Karam Ya Habiballah Karam
Ya Rasul Allah Karam Ya Habeeb Allah Karam
Ba Khuda Nahi Woh Khuda Nahi Woh Magar Khuda Say Juda Nahi
Woh He Kiya Magar Woh He Kiya Nahi Yeh Muhib Habib Key Baat He
Ya Rasoolallah Karam Ya Habiballah Karam
Ya Rasul Allah Karam Ya Habeeb Allah Karam
Woh Machal Kay Rah Mei Reh Gayei Yeh Tarap Kay Dar Say Lipat Gayei
Woh Kisi Ameer Ki Shaan Thi Yeh Kisi Ghareeb Ki Baat He
Ya Rasoolallah Karam Ya Habiballah Karam
Ya Rasul Allah Karam Ya Habeeb Allah Karam
Tujhay Aie Munawar E Bay Nawa Dar E Shah Say Chahiye Aur Kiya?
Joh Naseeb Ho Kabhi Samana Toh Baray Naseeb Ki Baat He
Ya Rasoolallah Karam Ya Habiballah Karam
Ya Rasul Allah Karam Ya Habeeb Allah Karam
Recited By: Qari Mohammed Rizwan