Ishrat Se Mujhe Kaam Lyrics
Ya Allah, Ya Rahman, Ya Rahim, Ya Karim
Ya Ghafooro, Ya Shakuro, Ya Wadudo, Ya Majeed
Moula Moula Moula Moula
Moula Moula Moula Moula
Allah ……..
Ishrat Se Mujhe Kaam Na Duniya e Tarab Se
Dekha Hai Nihaan Khana e Dil Ankh Ne Jab Se
Nazdeek Wo Itne The Ke Bas Mil Gaye Dil Me
Tha Garam e Safar Jinke Liye Jaan Me Kab Se
Gar Jumbush e Mijga.n Karishma Hai Ye Duniya
Kya Dhoom Machegi teri Ik Jumbish e Lab Se
Ishrat Se Mujhe Kaam Na Duniya e Tarab Se
Dekha Hai Nihaan Khana e Dil Ankh Ne Jab Se
Ae Julmat e Haalaat Se Ji Chhorne WaLo
Pau Fat’ti Hai Har Roz Isi Seena e Shab Se
Khushiyon Ke Muqaddar Me Hai Sadmon Ki Rafaaqat
Kaante Ye Sada Dete Hein Phoolon Ke Aqab Se
Ishrat Se Mujhe Kaam Na Duniya e Tarab Se
Dekha Hai Nihaan Khana e Dil Ankh Ne Jab Se
Allah Re Chehre Pe Ye Aijaz Mohabbat
Rang Aur Nikhar Aata Hai Kuchh Ranj-o-Ta’ab Se
Do Gaam Chale The Ke Nazar Aa Gaayi Manzil
Markab Koi Behtar Na Mila Tarke Talab Se
Ishrat Se Mujhe Kam Na Duniya e Tarab Se
Dekha Hai Nihaan Khana e Dil Ankh Ne Jab Se
Pal Bhar Me Wo Afsana e Dil Kah Gayin Aankhen
Barson Me Bhi Jisko Na Suna Paun Mein Lab Se
Ae Sub’ho Ko Tanveer e Shafaq Dekhne Walo
Foota Hai Ye Asl Me Qurbani e Shab Se
Kya Kam Hai Ye Aijaz Ke Us Bazm Me Aasi
Hai Zikr Mera Zalim o Nada.n Ke Laqab Se
Ishrat Se Mujhe Kam Na Duniya e Tarab Se
Dekha Hai Nihaan Khana e Dil Ankh Ne Jab Se
या अल्लाह,या रहमान, या रह़ीम, या करीम
या ग़फ़ूरो, या शकूरो, या वदूदो, या मजीद
मौला मौला मौला मौला
मौला मौला मौला मौला
अल्लाह ……..
इशरत से मुझे काम ना दुनिया ए तरब से
देखा है निहां ख़ाना ए दिल आंख ने जब से
नज़दीक वो इतने थे के बस मिल गए दिल में
था गरम ए सफ़र जिनके लिए जान में कब से
गर जुम्बुश ए मिजगां करिश्मा है ये दुनिया
क्या धूम मचेगी तेरी इक जुम्बिश ए लब से
इशरत से मुझे काम ना दुनिया ए तरब से
देखा है निहां ख़ाना ए दिल आंख ने जब से
ऐ जुलमत ए हालात से जी छोड़ने वालो
पौ फ़टती है हर रोज़ इसी सीना ए शब से
ख़ुशियों के मुक़द्दर में है सदमों की रफ़ाक़त
कांटे ये सदा देते हैं फूलों के अक़ब से
इशरत से मुझे काम ना दुनिया ए तरब से
देखा है निहां ख़ाना ए दिल आंख ने जब से
अल्लाह रे चेहरे पे ये एजाज़ ए मोह़ब्बत
रंग और निखर आता है कुछ रंज-ओ-तअ़ब से
दो गाम चले थे के नज़र आ गई मंज़िल
मर्कब कोई बेहतर ना मिला तरके त़लब से
इशरत से मुझे काम ना दुनिया ए तरब से
देखा है निहां ख़ाना ए दिल आंख ने जब से
पल भर में वो अफ़साना ए दिल कह गयीं आंखें
बरसों में भी जिसको ना सुना पाऊं मैं लब से
ऐ सुब्हो को तनवीर ए शफ़क़ देखने वालो
फूटा है ये असल में क़ुरबानी ए शब से
क्या कम है ये एजाज़ के उस बज़्म में, आसीं
है ज़िक्र मेरा ज़ालिम-ओ-नादां के लक़ब से
इशरत से मुझे काम ना दुनिया ए तरब से
देखा है निहां ख़ाना ए दिल आंख ने जब से
- MUHAMMAD NABINA NAAT LYRICS
- MUHAMMAD MAZHAR E KAMIL HAIN HAQ KI SHAN E IZZAT KA NAAT LYRICS
- Mohammed Ke Shaher Mein NAAT LYRICS
- MUFLIS E ZINDAGI AB NA SAMJHE KOI NAAT LYRICS
- Moula Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan Naat Lyrics
- MOJZA MERE NABI KA NAAT LYRICS
- MIM MADINA MAREHARA KI KISMAT NAAT LYRICS
- MILAAD HAI MILAAD HAI SARKAAR KA MILAAD HAI NAAT LYRICS
- MILAD KA MAUSAM AAYA HAI NAAT LYRICS
- MIL GAYA DAR TERA GARIB NAWAZ NAAT LYRICS
- MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
- MERI TAUBA MERI TAUBA NAAT LYRICS
- MERI JHOLI MAIN REHTE HAIN SADA TUKRE MUHAMMAD KE NAAT LYRICS
- MERI BAAT BAN GAYI HAI TERI BAAT KARTE KARTE NAAT LYRICS
- MERE SARKAR SUNTE HAI NAAT LYRICS
- MERE DIL MEIN HE YAAD-E-MUHAMMAD NAAT LYRICS
- MERE AQA AOO KE MUDDAT HOI HAI NAAT LYRICS
- MERE ALLAH KE NIGAAR SALAAM NAAT LYRICS
- MERE AAQA KI HAI SHAAN SABSE ALAG NAAT LYRICS
- MERE AAKA MERE AAKA NAAT LYRICS
- MERAY KAMLI WALAY KI SHAAN HI NIRALI HAI NAAT LYRICS
- MERA DIL TADAP RAHA HAI NAAT LYRICS
- MERA DIL OR MERI JAAN NAAT LYRICS
- MERA DIL MADINA BANA DE YA RASOOLALLAH NAAT LYRICS
- MEIN SO JAOO YA MUSTAFA KEHTE KEHTE NAAT LYRICS
- MEIN SAJDAH KARUN YA KE DIL KO SAMBHALUN NAAT LYRICS
- MEIN NAZAR KAROON JAAN O JIGAR NAAT LYRICS
- MEIN MANGTA HAAN TERAY ISHQ DA NAAT LYRICS