Kamli Wale Aamil Mera Tarpe Hai Dil Gham Bulana Lyrics

Kamli wale a’amil mera tarpe hai dil gham bulana
Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) main tera dewana

Tu ne arshe muala pei ja kar aur a’azaboun se ummat pacha kar
Saans sukh ka liya saair-e-Jannat kiya – Jawaana
Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) main tera dewana

Tere dar pei main aya sawali chomoun Sabz-Gumbad ki main jali
Main darood paraan seine Jali laga Sakhi Sultana
Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) main tera dewana

Tere dar pei main aya sawali dena khair na moor na khali
Main houn mangta tera tu hai daata mera khair pana
Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) main tera dewana

Tere Ka’abe dei gird chofere lagaye Hajiaan chakkar batehre
Sab tovaaf karan nale nafal paraan bosa laana
Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) main tera dewana

Sharing Is Caring:

Leave a Comment