Ibne Muljim Ne Haider ko Mara Lyrics
ibne muljim ne haider ko mara lyrics
Noha
ibne-muljim-ne-haider-ko-mara-lyrics
Reciter Mesum Abbas
Video By Mesum Abbas
Table of Contents
Overview
Ibne Muljim Ne Haider ko Mara Lyrics In English
Ibne Muljim Ne Haider ko Mara Lyrics In Hindi
Ibne Muljim Ne Haider ko Mara Lyrics In Urdu
Ibne Muljum Ne Haider Ko Mara Lyrics Video
Overview
Assalamu Alaikum ! “Ibne Muljim ne Haider ko mara lyrics” Hazrat Ali ibn Abi Talib (R.A) ke shujaat, himmat aur qurbani ki dastaan ko bayan karti hain.
“Ibne Muljim Ne Haider Ko Mara Lyrics” un muqaddas lamho ka izhar hai jab Ibne Muljim ne Hazrat Ali (R.A) par hamla kiya tha. Is Noha Lyrics ke zariye logon ko Hazrat Ali (R.A) ke jazbat, shaan-o-jamal aur unki qurbani ka ehsaas dilaya jata hai.
Ibne Muljim Ne Haider ko Mara Lyrics In English
Aye rozadaro aaho buka ke ye roz hain
Sadaat per nuzoole bala ke ye roz hain
Sartaj e Ausiya ki Aza ke ye roz hain
Tumse vida e Sher e Khuda kay ye roz hain
Rozadaro qayamat ke din hain
Ibne muljim ne haider ko mara
Rozadaro qayamat ke din hain
Humse bichra hai mola hamara
Roza daro qayamat kay din hai
Ibne muljim ne haider ko mara
Rozadaro qayamat ke din hain
Khaake bewarisi hai saron per
Kalay parcham lage hain gharon per
Hum se bichra hai maula hamara
Shab ye uneesween kysi aayi
Khoon me dooba Mohammad ka bhai
Roraha hai sahar ka sitara
Rozadaro qayamat ke din hain
Ibne muljim sitam kaisa dhaya
Qabr me Sayyeda ko rulaya
Kaise bachon ka hoga guzara
Rozadaro qayamat ke din hain
Taigh sar pe Ali kay lagi hai
Aaj shamme Imamat bujhi hai
Dil yateemo ka hai para para
Rozadaro qayamat ke din hain
Maa kay marne ka gham kam nahi tha
Aik kohe alam aur toota
Sog me ghar hai Zehra ka sara
Rozadaro qayamat ke din hain
Ghar me Haider kay aaho fughan hai
Eid nazdeek gham ka samaa hai
Aisa Ramzan na aye dobara
Rozadaro qayamat ke din hain
Umme Kulsoom Zainab se boleen
Aaj baba ne aankhen na kholeen
Maine shaana hila kar pukara
Rozadaro qayamat ke din hain
Sina kobi ko “Rehan” o “Mesum”
Kyun na farsh e aza pe chalain ham
Ghamzada chaar su hai nazara
Rozadaro qayamat ke din hain
Ibne muljim ne haider ko mara
Rozadaro qayamat ke din hain
Rozadaro qayamat ke din hai lyrics In English
Click here to download full image
Ibne Muljim Ne Haider ko Mara Lyrics In Hindi
ऐ रोज़ादारो, आहो बुका के ये रोज़ हैं,
सदात पर नुज़ूले बला के ये रोज़ हैं।
सरताज़-ए-औसिया की आज़ा के ये रोज़ हैं,
तुमसे विदा-ए-शेर-ए-ख़ुदा के ये रोज़ हैं।
रोज़ादारो, क़यामत के दिन हैं,
इब्ने मुलज़िम ने हैदर को मारा।
रोज़ादारो, क़यामत के दिन हैं।
हमसे बिछड़ा है मौला हमारा,
रोज़ादारो, क़यामत के दिन हैं।
इब्ने मुलज़िम ने हैदर को मारा,
रोज़ादारो, क़यामत के दिन हैं।
ख़ाके बेवारिसी है सरों पर,
काले परचम लगे हैं घरों पर।
हमसे बिछड़ा है मौला हमारा।
शब ये उनीसवीं कैसी आई,
खून में डूबा मोहम्मद का भाई।
रो रहा है सहर का सितारा,
रोज़ादारो, क़यामत के दिन हैं।
इब्ने मुलज़िम सितम कैसा ढाया,
क़ब्र में सय्यदा को रुलाया।
कैसे बच्चों का होगा गुज़ारा,
रोज़ादारो, क़यामत के दिन हैं।
तेग सर पे अली के लगी है,
आज शम्मे इमामत बुझी है।
दिल यतीमों का है परा परा,
रोज़ादारों क़यामत के दिन हैं।
माँ के मरने का ग़म कम नहीं था,
एक कोह-ए-आलम और टूटा।
सोग़ में घर है ज़ह्रा का सारा,
रोज़ादारों क़यामत के दिन हैं।
घर में हैदर के आहो फ़ुग़ान हैं,
ईद नज़दीक़ ग़म का समा हैं।
ऐसा रमज़ान न आए दोबारा,
रोज़ादारों क़यामत के दिन हैं।
उम्मे कुल्सूम ज़ैनब से बोलीं,
आज बाबा ने आँखें न खोलीं।
मैंने शाना हिला कर पुकारा,
रोज़ादारों क़यामत के दिन हैं।
सीना कोईबी को “रेहान” ओ “मेसुम”,
क्यूं ना फ़र्श-ए-आज़ा पे चलें हम।
ग़मज़ादा चार सू है नज़ारा,
रोज़ादारों क़यामत के दिन हैं।
इब्ने मुलज़िम ने हैदर को मारा,
रोज़ादारों क़यामत के दिन हैं।
- Sallay Ala Pukaro Sarkar Arahe Hain Naat Lyrics
- SADKE ME MUSTAFA KE MADINE KO JAYEINGE NAAT LYRICS
- HAI KALAAM-E-ILAHI ME SHAMS-O-DUHA NAAT LYRICS
- FIDA KR ISHQ-E-NABI PAR JAAN NAAT LYRICS
- FAUZE GHUM KI BARA BAR CHADHAYI HAI NAAT LYRICS
- FASLON KO TAKALLUF HAI HUM SE AGAR NAAT LYRICS
- FARIYAD GAUSE AAZAM NAAT LYRICS
- FARISHTAY JIS KAY ZAA’IR HAIN MADINAY MAIN WOH TURBAT HAY NAAT LYRICS
- FARAZ E ARSH NE CHUMA HUSSAIN KA SAJDA NAAT LYRICS
- BHAR DO JHOLI MERI YA MUHAMMAD NAAT LYRICS
- AANKHEIN RO RO KE SUJANE WALE – NAAT LYRICS
- AAKHRI LAMHON MEIN KYA SHEHR O BIYABAAN DEKHUN
- Aa Gaya Mahe Aza Lyrics
- KHANDAN E AALAHAZRAT ZINDABAD
- Ye Bil Yaqeen Husain Hai Lyrics
- Bhar do Jholi
- Naseeban waaleyan nu yaar de dedaar hondey ne Lyrics
- Karbala Me Sar Kataya Hai Ali Ke Laal Ne Lyrics
- Noor e Khuda Hai Husn e Saraapa Rasool Ka Lyrics
- Haq ki sada ho haq ka ho ailan ya hussain naat lyrics
- AAP KYA JANEY FATIMA KIA HAI LYRICS
- best darood sharif
- Duroode Ahle Bait Pyare Nabi Ki Zaat Par Rab Ka Durood Hai Lyrics
- Sayyada Fatima Ka Dulara Wo Hussain Ibn-e-Haider Hamara Lyrics
- Ae Raah-e-Haq Ke Shahidon Lyrics
- Husain Tumko Zamaana Salam kehta hai Lyrics
- Tajalliyon Ki Kehkashan Husain Hai Husain Hai Lyrics
- Ab Mujhe Koi Sakina Nahi Kehta Baba Lyrics
- Hussain Ibne Ali Tum Par Shahadat Naaz Karti Hai
- Karbala Me Sar Kataya Hai Ali Ke Lal Ne Lyrics
- Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki Lyrics
- Shamsheer Karbala Mein Uthai Husain Ne Lyrics
- Agar Husaini ho Lyrics
- Mere Nabi Ke Pyare Nawase Mere Pyare Husain Lyrics
- Pushton se Mein Naseer hun Mangtaa Hussain ka Lyrics
- Ye Na Poochh Kya Hussain Hai Lyrics | Ek Yazeed Tha Hussain Hai
- main hoon hussaini bachpan se lyrics
- Allah Hussain Sabar Tera Kitna Bara Hai Lyrics
- Ibne Muljim Ne Haider ko Mara Lyrics
- Fatima Teri Chadar Ka Kya Puchna Lyrics
- Rab Ko Chahat Mere Hussain Ki Hai Lyrics
- MERA MAULA MAULA HUSSAIN HAI NAAT LYRICS
- Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun Husain Aap Ko Dil Se Salam Kehta Hun Lyrics
- Shaheed Mar Nahin Sakta Hussain Zinda Hai Lyrics
Ibne Muljim Ne Haider ko Mara Lyrics In Urdu
ایے روزے دارو! آہو بکا کے یہ روز ہیں
سادات پر نزول بلا کے یہ روز ہیں
سرتاجِ اوصیاء کی عزا کے یہ روز ہیں
تم سے وداِ شیرِ خدا کے یہ روز ہیں
روزہ دارو! قیامت کے دن ہیں
ابنِ ملجم نے حیدر کو مارا
روزہ دارو! قیامت کے دن ہیں
ہم سے بچھڑا ہے مولا ہمارا
روزہ دارو! قیامت کے دن ہیں
ابنِ ملجم نے حیدر کو مارا
روزہ دارو! قیامت کے دن ہیں
کھاکِ بیوارثی ہے سروں پر
کالے پرچم لگے ہیں گھروں پر
ہم سے بچھڑا ہے مولا ہمارا
شب یہ انیسویں کیسی آئی
خون میں ڈوبا محمد کا بھائی
رو رہا ہے سحر کا ستارہ
روزہ دارو! قیامت کے دن ہیں
ابنِ ملجم ستم کیسا ڈھایا
قبر میں سیدہ کو رلایا
کیسے بچوں کا ہوگا گُزارہ
روزہ دارو! قیامت کے دن ہیں
تیغ سر پہ علی کے لگی ہے
آج شمعِ امامت بجھی ہے
دل یتیموں کا ہے پرہ پرہ
روزہ دارو! قیامت کے دن ہیں
ماں کے مرنے کا غم کم نہیں تھا
ایک کوہِ عالم اور ٹوٹا
سوگ میں گھر ہے زہرا کا سارا
روزہ دارو! قیامت کے دن ہیں
گھر میں حیدر کے آہو فغاں ہیں
عید نزدیک غم کا سما ہے
ایسا رمضان نہ آئے دوبارہ
روزہ دارو! قیامت کے دن ہیں
ام کلثوم زینب سے بولیں
آج بابا نے آنکھیں نہ کھولیں
میں نے شانہ ہلا کر پُکارا
روزہ دارو! قیامت کے دن ہیں
سینہ کوبی کو “ریحان” و “مسم”
کیوں نہ فرشِ عزاء پے چلیں ہم
غمزدہ چار سو ہے نظارہ
روزہ دارو! قیامت کے دن ہیں
ابنِ ملجم نے حیدر کو مارا
روزہ دارو! قیامت کے دن ہیں